Betahasha - बेतहाशा lyrics by Sonu Nigam, Palak Muchhal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Sonu Nigam, Palak Muchhal |
| Album: | Kaashi |
| Year: | 2018 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Abhendra Kumar Upadhyay |
| Music Director: | BH Music Cafe |
Lyrics
aaja tujhpe mai rakh dun chand ko is tarha palun tere aasman ko badalo sa mai ban ke har jagah tujhse mil ke betahasha betahasha tujhko hi chahun mai betahasha betahasha tujhko hi chahun mai pahle se thoda jyada tujhko hi chahun mai haye tum hanso to jaan mujhko kyu khushi milti hai ho tum hanso to jaan mujhko kyu khushi milti hai tum joh rutho yaar meri ankhen bhi roti hai tujhse hi to main chal ke ruk gaya teri hadon pe betahasha betahasha tujhko hi chahun mai betahasha betahasha tujhko hi chahun mai pahle se thoda jada tujhko hi chahun mai haye tum subha ke sare sapne jo the sach hote hai ha tum subha ke sare sapne jo the sach hote hai tumko hi rakh ke sirhane raat bhar sote hai dhup se kabhi ban ke aa milo mere subha se betahasha betahasha tujhko hi chahun mai betahasha betahasha tujhko hi chahun mai pahle se thoda jada tujhko hi chahun mai haye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: Kaashi
- Composer: BH Music Cafe
- Lyricist: Abhendra Kumar Upadhyay