Beta Apnee Maa Se Kabhee Ruth Bhee Jaye - बेटा अपनी माँ से कभी रूठ भी जाए lyrics by Roop Kumar Rathod, Udit Narayan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Roop Kumar Rathod, Udit Narayan |
| Album: | Gaddaar |
| Year: | 1995 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sameer |
| Music Director: | Nadeem Shravan |
Lyrics
beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye maa apne bete se kabhi ruthati nahi maa apne bete se kabhi ruthati nahi duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye mamta ki dori toh kabhi tutati nahi mamta ki dori toh kabhi tutati nahi beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye maa apne bete se kabhi ruthati nahi beta tere darwaje pe maa teri aayi beta tere darwaje pe maa teri aayi dard ka ek sulagta sailaab hain layi meri mamta ko baaho me tham le aake jee na sakungi tere dar se dur main jake beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye maa apne bete se kabhi ruthati nahi maa apne bete se kabhi ruthati nahi duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye duniya kaa har bandhan shayad tut bhi jaye beta apni maa se kabhi ruth bhi jaye maa apne bete se kabhi ruthati nahi
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Gaddaar
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer