Bahe Na Kabhi Nain Se Nir - बहे ना कभी नयन से नीर lyrics by Mukesh

Table of Contents: Lyrics
Bahe Na Kabhi Nain Se Nir - बहे ना कभी नयन से नीर
Artist:Mukesh
Album:Vidya
Year:1948
Genre:song
Lyricist:
Music Director:Sachin Dev Burman

Lyrics

bahe na kabhi nain se nir
uthi ho chaahe dil me peer 
babre yahi preet ki reet 
babre yahi preet ki reet 
bahe na kabhi nain se nir
uthi ho chaahe dil me peer 
babre yahi preet ki reet 
babre yahi preet ki reet 
aashaye mit jaaye to mit jaaye
dil ki aahe kabhi na baahar aaye
aashaye mit jaaye to mit jaaye
dil ki aahe kabhi na baahar aaye
kabhi na baahar aaye
bhari ho hotho par muskaan
na koi le dil ko pahchaan
isi me hai re teri jeet
babre yahi preet ki reet 
dipak jale bhawan me rahe patanga van me
preet khich kar layi use jalaya chhan me
dipak jale bhawan me rahe patanga van me
preet khich kar layi use jalaya chhan me
jalan ka use kaha tha hosh
pyaar ka chadha hua tha josh
ga rahi duniya uske geet 
babre yahi preet ki reet 
bahe na kabhi nain se nir
uthi ho chaahe dil me peer 
babre yahi preet ki reet 
babre yahi preet ki reet
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details