Bada Badmash Hai Ye Dil, Ye Dil Kabu Nahi Aata - बड़ा बदमाश है ये दिल, ये दिल काबू नहीं आता lyrics by Kishore Kumar

Table of Contents: Lyrics
Bada Badmash Hai Ye Dil, Ye Dil Kabu Nahi Aata - बड़ा बदमाश है ये दिल, ये दिल काबू नहीं आता
Artist:Kishore Kumar
Album:Do Dooni Chaar
Year:1970
Genre:song
Lyricist:Gulzar
Music Director:Hemant Kumar

Lyrics

bada badmash hai ye dil bada badmash hai ye dil

ye dil kabu nahi aata bada badmash hai ye dil

kahi pitvayega musibat layega bada badmash hai ye dil

kisi bhi khubsurat ko kahi bhi dekh leta hai

kisi bhi khubsurat ko kahi bhi dekh leta hai

usike piche piche ye mujhe bhi khinch leta hai

kahi pitvayega musibat layega bada badmash hai ye dil

ajab dhunki me rahta hai anokhe kam karta hai

ajab dhunki me rahta hai anokhe kam karta hai

usike dam se jita hai ye dil jab jispe marta hai

kahi pitvayega musibat layega bada badmash hai

kahi pitvayega musibat layega bada badmash hai ye dil 

kisi nuran chehre par nazar jhapki ke dil gayab

kisi nuran chehre par nazar jhapki ke dil gayab

kabhi aankho me ja duba kabhi ik til pe dil gayab

kahi pitvayega musibat layega bada badmash hai ye dil 

ye dil kabu nahi aata bada badmash hai ye dil
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song