Roman script
Haan bhai bajj rahe hai Haan bhai bajj rahe hai.. Abey saaley.. Aur pandu kya chal raha hai Bhai bajj rahe hai Aage se piche se lagg rahe hai Kal chhati chaudi kari maine apno ki Praja wale aaj muhfaad ke hass rahe hai.. Aur pandu kya chal raha hai Bhai bajj rahe hai Aage se piche se lag rahe hai Kal chhati chaudi kari maine apno ki Praja wale aaj muhfaad ke hass rahe hai.. Bas bhai daant dikhane se bach rahe hai Maharaj bina smile ke bhi jach rahe hai Chhat gaye bande ab saath mere apne hai Ye beef karne aaye 5 bachhde hai Kr$na hai myth jari karo janhit Aata nahi wapis jo jata hai mit Karu scene change deadbody karu lit Tum karte raho diss deta jaunga main hits.. Duniya yeh usse yaad rakhe jo buniyaad rakhe Marne ke hi baad sabke gunn yaad rakhe Sakht launde kis baat ki akad hai tujhe? Funsi bane nuniya to shoonya yaad rakhe Main hun shoonya pe sawar zakir khan jaise Pathar dil ki diwaaron pe kaan jaise Naram dil fenke khoon meri body mein garam Kalamaakr bhi marega artistaan jaise.. Jitna aag se kheloge failegi Baaki sab samjhdaar hai main bol chuka pehle bhi Tum 5 ho to 10 baar marunga Aadat bana lo tum sehane ki.. Naam ka wo pariwaar jo khandan pe pahuche Lagwaunga jeebh se poche Funsi pe chadhta nahin condom oye chothe Abhi jaake talwon pe chadha lo moze Ewein main thasse mein bhasade nahin karta Bhashdun to kuchlu main masla nahin karta Nastik main vastavik mein muhfaad Kalakaar mera geeta kurane nahin padhta Modd ke rakhun jeb mein inki haddiyan flexible Zaleel aaj karunga par beizzati kal Kalamkaar waale chaude jin facts pe Ek ek ke muh mein aa jayenge testicles.. Main tera papa ka sudama aake per dho Khoon karu saaf main hijama you are fair bro Gora chitta launda hai tu pink color ka Mera topa bhi hai same to same bro! high five! Teri maar li gayi hai Salah baap ko de wo bhi marley nahin hai Bars se tu barbie! haar gayi! Photo pe tere haar bhi! Topi khud nahin utari wo utarani padi hai.. Ikk chhinal thhi Shakal leke mr. kaul ki Bolo hathi ghoda palaki Jai ho Gourav pal ki.. Ikk chhinal thi Shakal leke mr. kaul ki Bolo hathi ghoda palki Jai ho Gourav pal ki.. Hare kr$na harega raa Are bhai bhai bhai yeh kya hua? Hare kr$na harega raa Are bhai bhai bhai yeh kya hua? Hare krs$na harega raa Are bhai bhai bhai ye kya hua? Hare krs$na harega raa.. 2019-20 ka farak hai facts ginau? Raftaar emiway yaad dilau? Pariwaar yeh gaya tha tab kahan? Charo ko hipe mil gayi ho to sach main batau? Bhai ke saath laga galat hua zyada Par diss karne ka pehle tha nahin irada Yeh baat to wo khud hi sambhal lenge Bole muhfaad mere liye koyi awaaz nahin uthata.. Maine socha career gaya bhaad mein Image ki aisi taisi dekh lenge baad mein Yun hi baat chali unke ghar pe mazaak mein Haath dho le tu bhi bethi ganga mein sath mein Jiske liye lada usne F nahin diya Maine whatsapp pe massage jab tak nahin kiya Narazgi thi kal aaj dil se afsos Ke muhfaad ne bantai ko diss kyu kiya? Aise kisi ko na topi pehnao Chingari mile jahan aag lagao Fokat ki hype hai yeh beef ka shagun Sab mujhe bhi do aur baatein banao Firse ab teamein yeh bant rahi hai Inhe lage track pe aa rahi patri hai Firse wahi galti na ho jaaye Lene se pehle hi pata inhe chatri hai.. Maar ke girau line har baar hi brutal hai Tootan mein baithe teri plate mein jhoothan hai Naabhi mein paao ka anghoota fasa dunga Punch mara iss baar belt se upar hai Below the belt matlab personal ho jana Freeverse ho ya gaana karu kill mai rozana 5 launde ikathhe yeh film dostana Dekh ke ek dusre ke saath na so jana.. Inke baccho ki laar latak rahi hai Bade boodho ki haddi chatak rahi hai Mai bol ke marunga 6 chakke Inki ball daalne se fatt rahi hai Harjas saluja you are just a loser Kar chugli nashediyon sang tu ja Meri mard ki chhati main bolu mu pe Girbaan mein jhank mujhe pasand nahin chu cha Sanpo ko dhoodh pila Wo denge badle mein moot gilas mein lassi ke Khasega? khassi se? Haathi mere saathi inki tarah maine tujhe kabhi bandha nahin rassi se Diss harjas tujhpe yeh jach raha nahin Body 20 ki akal 16-17 ki Bin painde ke lote abey mote Thi ankit ki dhamki wo khatra nahin.. Fookte to sab hai aur fookna bhi chahiye Neech harkato pe thookana bhi chahiye Harjas ne mujhe diss kiya kyu? Shayad mujhe iska bhi proof dena chaiye.. Underpresser hai khiladi captain ne hai maari Usne apne hi player ko dhamki de maari You are dead agar muhfaad se dosti rakhega #fixedmatch hai meri jeet ki taiyaari.. Manbhudhiyon ka gyani tu softy sandhu Gourav bole peeche ho jao saare pandu So ke barabar akela hun main maa ki kokh se hi faila mera khauf hai ga*du.. (are bhai bhai gaali nahin..) Khane wala ho deserving to gaali bhi jachti Muhawara hai ek haath se taali nahin bajti Tum khake plate mein chhed karke khush.. Main khane pe aaunga to thali nahin bachti.. Main to bhara pada hu bolo khokla kaise? Doge kitno ko rokda paise? Sach mere saath jau baukhla kaise? Gala mera ek bolo dogla kaise? Jeete ji dilo mein maharaj amar mile Chahe bhanwar uthe Dharti kaanpe, kabar hile Paraja ke hote mujhko khauf nahin kisi ka Nakar dena meri maut ki jhoothi khabar mile..!
Song details
Song video
director: Audio Cabin
genre: Hip-Hop (Rap)