Roman script

Phoolon ki laashon mein taazgi chahta hai

Phoolon ki laashon mein taazgi chahta hai

Aadmi chu*iya hai, kuch bhi chahta hai

Phoolon ki laashon mein

Zinda hai to aasmaan mein udne ki zid hai

Zinda hai to aasmaan mein udne ki zid hai

Mar jaaye to,

Mar jaaye to sadne ko zameen chahta hai

Aadmi chu*iya hai

Kaat ke saare jhaad waad

Makaan bana liya khet mein

Cement bichha kar zameen saja di

Maar ke keede ret mein

Kaat ke saare jhaad waad

Makaan bana liya khet mein

Cement bichha kar zameen saja di

Maar ke keede ret mein

Laga ke parde charon aur

Qaid hai chaar deewari mein

Mitti ko chhoone nahi deta

Mast hai kisi khumaari mein

Mast hai kisi khumaari mein

Aur wo hi banda

Apne ghar ke aage nadi chahta hai

Aadmi chu*iya hai

Taang ke basta, utha ke tambu

Jaaye door pahadon mein

Wahan bhi dj daaru masti

Chaahe shehar ujaadon mein

Taang ke basta, utha ke tambu

Jaaye door pahadon mein

Wahan bhi dj daaru masti

Chaahe shehar ujaadon mein

Phir shahar bulaaye usko to

Jaata hai chhod tabaahi peeche

Kudrat ko kar daagdaar sa

Chhod ke apni syaahi peeche

Chhod ke apni syaahi peeche

Aur wohi banda wapas jakar

Phir se wahi haryaali chahta hai

Aadmi chu*iya hai

Phoolon ki laashon mein taazgi chahta hai

Phoolon ki laashon mein taazgi chahta hai

Aadmi chu*iya, kuch bhi chahta hai

Phoolon ki laashon mein

हिंदी में गीत

फूलों की लाशों में ताज़गी चाहता है

फूलों की लाशों में ताज़गी चाहता है

आदमी चूतिया है, कुछ भी चाहता है

फूलों की लाशों में

ज़िंदा है तो आसमान में उड़ने की ज़िद है

ज़िंदा है तो आसमान में उड़ने की ज़िद है

मर जाए तो,

मर जाए तो सड़ने को ज़मीन चाहता है

आदमी चूतिया है

काट के सारे झाड़ वाड

मकान बना लिया खेत में

सीमेंट बिछा कर ज़मीन सज़ा दी

मार के कीड़े रेत में

काट के सारे झाड़ वाड

मकान बना लिया खेत में

सीमेंट बिच्छा कर ज़मीन सज़ा दी

मार के कीड़े रेत में

लगा के पर्दे चारों और

क़ैद है चार दीवारी में

मिट्टी को छूने नही देता

मस्त है किसी खुमारी में

मस्त है किसी खुमारी में

और वो ही बंदा

अपने घर के आगे नदी चाहता है

आदमी चूतिया है

टाँग के बस्ता, उठा के तंबू

जाए दूर पहाड़ों में

वहाँ भी डीजे दारू मस्ती

चाहे शहर उजाडो में

टाँग के बस्ता, उठा के तंबू

जाए दूर पहाड़ों में

वहाँ भी डीजे दारू मस्ती

चाहे शहर उजाडो में

फिर शहर बुलाए उसको तो

जाता है छोड़ तबाही पीछे

कुदरत को कर दागदार सा

छोड़ के अपनी स्याही पीछे

छोड़ के अपनी स्याही पीछे

और वोही बंदा वापस जाकर

फिर से वही हारियली चाहता है

आदमी चूतिया है

फूलों की लाशों में ताज़गी चाहता है

फूलों की लाशों में ताज़गी चाहता है

आदमी चूतिया, कुछ भी चाहता है

फूलों की लाशों में

Explore this song