Roman script

Phoolon ki laashon mein

Taazgi chahta hai

Phoolon ki laashon mein

Taazgi chahta hai

Aadmi bhutiya hai

Kuch bhi chahta hain

Phoolon ki laashon mein

Zinda hai toh aasman mein

Udne ki zidd hai

Ho mar jaaye toh

Mar jaaye toh sadne ko

Zameen chahta hai

Aadmi bhutiya hai

Taang ke basta utha ke tambu

Jaaye door pahadon mein

Wahan bhi dj daaru masti

Chaahe shehar ujadon mein

Phir shehar bulaaye usko toh

Jaata hai chhod tabahi pichhe

Kudrat ko kar daagdaar sa

Chhod ke apni syaahi pichhe

Chhod ke apni syaahi pichhe

Aur wahi banda

Phir se wahi hariyali chahta hai

Aadmi bhutiya hai

Phoolon ki laashon mein

Taazgi chahta hai

Phoolon ki laashon mein

Taazgi chahta hai

Aadmi bhutiya hai

Kuch bhi chahta hai

Phoolon ki laashon mein

हिंदी में गीत

फूलों की लाशों में

ताज़गी चाहता है

फूलों की लाशों में

ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है

कुछ भी चाहता हैं

फूलों की लाशों में

ज़िंदा है तो आसमान में

उड़ने की ज़िद्द है

हो मर जाए तो

मर जाए तो सड़ने को

ज़मीन चाहता है

आदमी भूतिया है

टाँग के बस्ता उठा के तंबू

जाए दूर पहाड़ों में

वहाँ भी डीजे दारू मस्ती

चाहे शहर उजाड़ों में

फिर शहर बुलाए उसको तो

जाता है छोड़ तबाही पीछे

कूदरत को कर दागदार सा

छोड़ के अपनी स्याही पीछे

छोड़ के अपनी स्याही पीछे

और वही बंदा

फिर से वही हरियाली चाहता है

आदमी भूतिया है

फूलों की लाशों में

ताज़गी चाहता है

फूलों की लाशों में

ताज़गी चाहता है

आदमी भूतिया है

कुछ भी चाहता है

फूलों की लाशों में

Explore this song