Aa Jee Le Ek Pal Me Sau Janam - आ जी ले एक पल में सौ जन्म lyrics by Udit Narayan, Alka Yagnik

Table of Contents: Lyrics
Aa Jee Le Ek Pal Me Sau Janam - आ जी ले एक पल में सौ जन्म
Artist:Udit Narayan, Alka Yagnik
Album:Kyon Ki
Year:2005
Genre:song
Lyricist:Sanjay Chhel
Music Director:Himesh Reshammiya

Lyrics

mausam ne kaha phulo se 
phulo ne kaha khusbu se
khusbu ne kaha bhawro se
bhawaro ne kaha shabnam se
reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam
reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam 
tamanna jaga ke tune hame jina sikhaya
tamanna jaga ke tune hame jina sikhaya
tanha thi har lamha mai tune armano ko jagaya
ye silsile ye dastan kabhi honge na khatam
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam 
ek najar kya mili badle hai sare najare
ek najar kya mili badle hai sare najare
do kadam kya chale mil gaye hamko sahare
ye aarju ye justju kahi ho na mera bharam
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam 
reh jayengi ye nishaniya, rahe na rahe ham
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam 
aa jee le ek pal me sau janam
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song