Uljhano Ki Daasta Meri Ja - उलझनों की दास्ताँ मेरी जां lyrics by Amit Kumar, Anuradha Paudwal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Amit Kumar, Anuradha Paudwal |
| Album: | Karm Yoddha |
| Year: | 1990 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Nadira Zaheer Babbar |
| Music Director: | Ajit Verman |
Lyrics
zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho agar ye khwaab hai to mujhe na jagana umarbhar jiwanbhar chain se hum dekhe khwaab aisi hawayein kahan fir se na karo shuru wahi uljhano ki daasta meri ja mere dil ki kitaab ka pehla aakhiri tum ho safa jis pe likha hai naam tera har saans se mere har rom se mere dil ki kitaab ka pehla aakhiri tum ho safa jis pe likha hai naam tera har saans se mere har rom se kitaabo ki sacchai padhe aisi fijaayein kahan fir se na karo shuru wahi uljhano ki daasta meri ja bundi nili bhigi ghata aa meri payal ban ja bunde baandh ke chham chham nachu aa piya mere piya bundi nili bhigi ghata aa meri payal ban ja bunde baandh ke chham chham nachu aa piya mere piya umange sab mar jaaye, aisi khijaaye yaha fir se na karo shuru wahi uljhano ki daasta meri ja aise mera ji machale, kaandho se jaise par nikle thamo mujhe ud jaaungi main, dhundhoge kahan kahan aise mera ji machale, kaandho se jaise par nikle thamo mujhe ud jaaungi main, dhundhoge kahan kahan zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho agar ye khwaab hai to mujhe na jagana umarbhar jiwanbhar zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho agar ye khwaab hai to mujhe na jagana umarbhar jiwanbhar zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho zara sa mujhe chhuna to ye kahin khwaab na ho
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Karm Yoddha
- Composer: Ajit Verman
- Lyricist: Nadira Zaheer Babbar