Roman script

kya hua, kya kahu

tujhko kya hua, kya hua

mujhko, kya kahu

aankh tujhse ladi bewajah beghadi

siti ye meri baj gayi

kya hua mujhko, kya kahu tujhko

kuch kaho

der kar di badi

main thi zid pe adi

shukr kar teri jaan bach gayi

kya kahu tujhko, kya hua mujhko

kya kahu

main kaha kho gaya

mujhko kya ho gaya, hey hey

na chhupa ye bata

tune kya kar diya, hey hey

chhid gayi jung, lad gaye hum

ho gaya dum, chid gaya dum, hey hey

had se aage janeman badhti hai kyu

aaja pyar kar le tu ladki hai cool

hey hey hey hey hey hey hey hey

kya hua mujhko, kya kahu tujhko

kuch kaho

der kar di badi

main thi zid pe adi

shukr kar teri jaan bach gayi

kya kahu tujhko, kya hua mujhko

kya kahu

dekh sham dhal gayi ab talak tha kidhar, hey hey

aur koi mil gayi, lad gayi thi najar, hey hey

come baby come kar na sitam

kho gaya gham, ud gaya rang, hey hey

ja tera hai kaam maine naam liya

phir na late aana kabhi, maaf kiya

hey hey hey hey hey hey hey hey

kya kahu tujhko, kya hua mujhko

kya kahu

aankh tujhse ladi bewajah beghadi

siti ye meri baj gayi

kya hua mujhko, kya kahu tujhko

kuch kaho

der kar di badi

main thi zid pe adi

shukr kar teri jaan bach gayi

hey hey ha ha hey hey ha ha aaha

Explore this song