Taazaa Taazaa Bahakaa Bahakaa Maamalaa Zabaradast - ताज़ा ताज़ा बहका बहका मामला ज़बरदस्त lyrics by Alka Yagnik, Shaan
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Alka Yagnik, Shaan |
| Album: | Kyaa Dil Ne Kahaa |
| Year: | 2002 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Shanjay Chhail |
| Music Director: | Himesh Reshammiya |
Lyrics
ek ladaki bekraar hai, ruthe baar baar hai jhutha gussa sachcha pyar hai ab aage kya kahu, aaj somavaar hai come on isha huaa ye kya kya kya ai isha, kahu mai kya kya kya ai isha huaa ye kya kya kya ai isha, kahu mai kya kya kya ai isha taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast chal chalege chandani me chhod de nazakat teri adaaye hai mast taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast chal chalege chandani me chhod de nazakat teri adaaye hai mast yari teri yari pyari hai mujhe par hat ke mai hu ladaki kabhi chhuna na mujhe yari teri yari pyari hai mujhe par hat ke mai hu ladaki kabhi chhuna na mujhe upar se hai na na andar se hai ha saaya hu mai saaya tu jaayegi kaha aaju baaju aata hai kyun ye nahi sharaafat are mere iraade hai sakht taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast chal chalege chandani me chhod de nazakat teri adaaye hai mast masti kaa hai mauka aa jaa paas me kis ne tujh ko roka garmi hai saans me solah mai tu satrah simple baat hai are duniya kya kahegi tera chanchal saath hai aankhe miche aa jaa pichhe pyar hai zarurat achchha, o teri adaaye hai mast taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast chal chalege chandani me chhod de nazakat teri adaaye hai mast taaza taaza behka behka maamala zabardast teri adaaye hai mast lalla lalla, its must
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Kyaa Dil Ne Kahaa
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Shanjay Chhail