Sawar Gayi Main, Saawariya - संवर गई मैं, साँवरिया lyrics by Shreya Ghoshal

Table of Contents: Lyrics
Sawar Gayi Main, Saawariya - संवर गई मैं, साँवरिया
Artist:Shreya Ghoshal
Album:Saawariya
Year:2007
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Monty Sharma

Lyrics

sawar sawar gayi main, saawariya
kabse khadi main tori atariya
kabse khadi main tori atariya
beet na jaaye o raama saari umariya
o o sawar sawar gayi main
sawar gaye chaand sitaare dekho
sawar gaye saare nazaare dekho
dekho gagan pe banake badariya
chamaki teri yaadon ki bijuriyaan
tan ko jalaaye thandi bayariya
tan ko jalaaye thandi bayariya
beet na jaaye o raama saari umariya
o o sawar sawar gayi main, saawariya
sawar sawar sawar gayi main
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song