Rehne Ko Ghar Nahin - रहने को घर नहीं lyrics by Debashish, Kumar Sanu, Zumaida Akhtar

Table of Contents: Lyrics
Rehne Ko Ghar Nahin - रहने को घर नहीं
Artist:Debashish, Kumar Sanu, Zumaida Akhtar
Album:Sadak
Year:1991
Genre:song
Lyricist:Sameer
Music Director:Nadeem Shravan

Lyrics

rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala 
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala 
apni to zindagi katti hai futapath pe
unche unche ye mahal apne hai kis kaam ke
hamko to ma baap ke jaisi lagti hai sadak
koi bhi apna nahi rishte hai bas naam ke
apne jo sath hai ye andheri raat hai 
apne jo sath hai ye andheri raat hai 
apna nahi hai ujala ab tak usi ne hai 
ye kaisa mulq hai ye kaisi rit hai
yad karte hai hame log kyun marne ke bad
adhe bahro ki basti charo taraf andhere
sab ke sab lachar hai kaun sune kiski fariyad
aise me jina hai hamko to pina hai 
aise me jina hai haako to pina hai 
jivan zahar ka hai pyala ab tak usi ne hai 
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
rahne ko ghar nahi sone ko bistar nahi
apna khuda hai rakhvala ab tak usi ne hai pala
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details