Pyaar Hi Pyaar Hai - प्यार ही प्यार है lyrics by Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy

Table of Contents: Lyrics
Pyaar Hi Pyaar Hai - प्यार ही प्यार है
Artist:Udit Narayan, Kavita Krishnamurthy
Album:Mohabbat Aur Jung
Year:1998
Genre:song
Lyricist:Rani Malik, Maya Govind, Nawab Arzoo
Music Director:Dilip Sen Sameer Sen

Lyrics

pyar hi pyar hai ham tum aa gaye hai jaha

mil gaye ae sanam chahto ke nisha
dhadkane hai java ban gayi ek nayi dasta

mere khwabo ka aanchal udane laga 
mera dil bhi tere dil se judane laga 
naye naye sapne dekhe aankhe
in hontho pe teri baate jab se 
tum ho gaye janeman janeja
dhadkane hai java ban gayi ek nayi dasta
pyar hi pyar hai ham tum aa gaye hai jaha
barse pani ghatao se ya ke nasha
ho barse pani ghataose ya ke nasha
aisa aalam kabhi pahle dekha na tha 
ham dono hai tanhai hai armano mein halchal hai 
kaash ki ab yahi thahar jaaye sama
pyar hi pyar hai ham tum aa gaye hai jaha
dhadkane hai java ban gayi ek nayi dasta
mil gaye ae sanam chahto ke nisha
dhadkane hai java ban gayi ek nayi dasta
pyar hi pyar hai ham tum aa gaye hai jaha
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details