Mere Yado Me Hai Tu - मेरी यादों में हैं तू lyrics by Shreya Ghoshal
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Shreya Ghoshal |
| Album: | Hari Puttar |
| Year: | 2008 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Kuku Prabhas |
| Music Director: | Aadesh Shrivastava, Guru Sharma |
Lyrics
meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho dil se jaise dhadkan ka waise tujhse rishta mera ho tu mera kal hai tu hi meri zindagi ho meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera rah rah ke teri wo mithi hansi satane lagi is ghadi ho chhoti khata ki saza ye badi hai mushkil me jaa hai padi ho bagiya pe jaise mali ka waise tujhse gehara mera rishta o tu mera kal hai tu hi meri zindagi o meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho gale se laga ke mai ji bhar ke dekhu par dur tu hai waha ho pal pal judai ke chubhte hai kaante jaye jiya na yaha ho jaise khushboo sa man hai waisa bandhan hai tera mera ho tu mera kal hai tu hi meri zindagi o meri yaado me hai tu aankho me chhupa chehra tera ho dil se jaise dhadkan ka waise tujhse rishta mera ha
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Hari Puttar
- Composer: Aadesh Shrivastava, Guru Sharma
- Lyricist: Kuku Prabhas