Jo Dil Me Chubha - जो दिल में चुभा lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Jo Dil Me Chubha - जो दिल में चुभा
Artist:Asha Bhosle
Album:Archana
Year:1973
Genre:song
Lyricist:Indeevar
Music Director:Shankar Jaikishan

Lyrics

jo dil me chubha jo dil me chubha 
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
khoye ho kidhar kiski tumhe yaad sataye
khoye ho kidhar kiski tumhe yaad sataye
hum apki ulfat me yaha tak chale aaye
hum apki ulfat me yaha tak chale aaye
socho na koi socho na koi baat 
mujhe apna bana lo socho na koi baat 
mujhe apna bana lo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
khelo meri julfo se tumhe meri kasam hai 
khelo meri julfo se tumhe meri kasam hai
aise me mere pass na aana bhi sitam hai
aise me mere pass na aana bhi sitam hai
hum gair nahi pyar se aankhe to mila lo
hum gair nahi pyar se aankhe to mila lo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
ab bas me kaha meri jawani ko sambhalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
dekhe meri surat to behek jaye farishta
dekhe meri surat to behek jaye farishta
par tum nahi samjhe ho sanam pyar ka rishta
par tum nahi samjhe ho sanam pyar ka rishta
itna to karo itna to karo tum mujhe seene se laga lo
itna to karo tum mujhe seene se laga lo
ab bas me kaho meri jawani ko sambhalo
ab bas me kaho meri jawani ko sambhalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
jo dil me chubha teer use tum hi nikalo
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Explore this song