Hasino Se To Bas Sahab Salamat Dur Ki Achhi - हसीनों से तो बस साहेब सलामत दूर की अच्छी lyrics by Mohammed Rafi

Table of Contents: Lyrics
Hasino Se To Bas Sahab Salamat Dur Ki Achhi - हसीनों से तो बस साहेब सलामत दूर की अच्छी
Artist:Mohammed Rafi
Album:Ustadon Ke Ustad
Year:1963
Genre:song
Lyricist:Asad Bhopali
Music Director:Ravi

Lyrics

hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi

pile chehre hai magar unpe lipistic powder
cartuno ki tarah aa rahe hai ye najar
ye hai shame anjuman dekho inka bakpan
husn ki tohin hai adkhule inke badan
na inka pyar acha hai, na inki berukhi acchi
hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
na inki dosti acchi, na inki dusmani acchi
hasino se to bas saheb salamat dur ki acchi
inki soorat dekh kar, inki halat dekh kar
muskura denge huzur aap bhi muh fer kar
ye to apne aap ki khud udate hai hansi
ek tamashe ke siwa kuch nahi ye zindagi
andhere jisse sharmaye nahi wo roshni acchi
hasino se to bas saheb salamat door ki acchi
na inki dosti acchi, na inki dushmani acchi

You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details