Dil Me Aeji Dil Me - दिल में एजी दिल में lyrics by Mukesh, Lata Mangeshkar
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Mukesh, Lata Mangeshkar |
| Album: | Meri Bhabhi |
| Year: | 1968 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Majrooh Sultanpuri |
| Music Director: | Laxmikant Pyarelal |
Lyrics
dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil dil me eji dil me koi rahta hai rahta hai koun hai batlaao sapna hai ke apna hai eji dil dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil ye nain hamse hi magar hai kyu begane se ye nain hamse hi magar hai kyu begane se fasle badhte hai kyu aur karib aane se kyu aur karib aane se duri eji duri bas itni eji itni hai fasla chaya ka apne tan se jitna hai eji dil pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai pyar me sharmai hansi ho mukh pe kafi hai mil ke jhuk jaye to bas ek najar kafi hai bas ek najar kafi hai samjhe hum samjhe ye kahti ho kahti ho tum khadi sharmao aur hamko muh takna hai eji dil laaj to rakh logi adhuri si in bato ki laaj to rakh logi adhuri si in bato ki tod dogi janjir mulakato ki janjir mulakato ki hay re meri mushkil tum kya jano kya jano samne aana bhi ghunghat me bhi chupna hai eji dil dil me eji dil me vahi rahta hai rahta hai jo koi apna hai aur jivan ka sapna hai eji dil
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Meri Bhabhi
- Composer: Laxmikant Pyarelal
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri