Churate Ho Nazrein Aji Kis Liye - चुराते हो नज़रे अजी किस लिए lyrics by Asha Bhosle
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Asha Bhosle |
| Album: | The Killers |
| Year: | 1969 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Aziz Kashmiri |
| Music Director: | O P Nayyar |
Lyrics
churate ho nazre aji kis liye churate ho nazre aji kis liye ke jinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye ke jinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye agar bekarari na hoti haye ye halat hamari na hoti agar bekarari na hoti haye ye halat hamari na hoti luta te na dil ko khushi se jo marzi tumhari na hoti suno hale dil to khuda ke liye ke zinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye nashili nigaho pe sadke mohabbat ki raho pe kurban nashili nigaho pe sadke mohabbat ki raho pe kurban dil ka aana gunah hai to aise gunaho pe kurban bahakne lage hai kadam bin piye ke zinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye bahut hamne chahat chupayi haye lagi dil ki kadmo me layi bahut hamne chahat chupayi haye lagi dil ki kadmo me layi mite hum to khush hai zamana lute hum to chup hai khudai lute lut ke phir bhi na shikwe kiye ke zinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye ke zinda hai bas aap hi ke liye churate ho nazre aji kis liye
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Explore this song
- Film / album: The Killers
- Composer: O P Nayyar
- Lyricist: Aziz Kashmiri