Roman script

Teri maati se...

Main hoon bana

Tere paani se..

Main seencha gaya

Ho chaahein aage.. laakhon khade

Azaadi ke liye.. mil ke ladein..

Meri nass nass bahe tu watan

Meri nass nass kahe ae watan

Mera saara.. tujhpe vaara..

Meri nass nass bahe tu watan

Meri nass nass kahe ae watan

Mera saara.. tujhpe vaara..

Ho... Ho...

Kya hai mera imaan puchho

Desh hai meraa..

Desh hai meraa..

Kya hai maqsad

Kya hai mazhab

Desh hai meraa..

Desh hai meraa...

Ho chaahein aage

Laakhon khade

Azaadi ke liye

Mill ke ladein

Meri nass nass bahe tu watan

Meri nass nass bahe ae watan

Mera saara.. tujhpe vaara..

Meri nass nass bahe tu watan

Meri nass nass bahe ae watan

Mera saara.. tujhpe vaara..

Ho... Ho...

Explore this song