Aap Ki Dushmani Kabul (Male) - आप की दुश्मनी कुबूल lyrics by Kumar Sanu
Table of Contents: Lyrics
| Artist: | Kumar Sanu |
| Album: | Tadipaar |
| Year: | 1993 |
| Genre: | song |
| Lyricist: | Sameer |
| Music Director: | Nadeem Shravan |
Lyrics
aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dosti se darta hu aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dosti se darta hu aap jaise bhi hai, sanam mere aap jaise bhi hai, sanam mere mai to bas, aap hi pe marta hu aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dosti se darta hu chaha kisko, ye kisko pyar kiya maine bhi kis pe aitbar kiya chaha kisko, ye kisko pyar kiya maine bhi kis pe aitbar kiya vada jinka tha, jaan dene ka ab irada hai, jaan lene ka kitna majbur hu mai, is dil se kitna majbur hu mai, is dil se bewfa se wafa, mai karta hu aap jaise bhi hai, sanam mere aap jaise bhi hai, sanam mere mai to bas, aap hi pe marta hu aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dosti se darta hu kya kahu beraham ke bedardi aisi ummid aap se na thi kya kahu beraham ke bedardi aisi ummid aap se na thi aapne kar diya mujhe rushva meri hasrat to jaanta hai khuda mujhko nakam mohabbat ki kasam mujhko nakam mohabbat ki kasam har ghadi sirf bas aah bharta hu aap jaise bhi hai, sanam mere mai to bas, aap hi pe marta hu aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dushmani kubul mujhe aap ki dosti se darta hu
You might also like:
- Ye Tera Hero Idhar Hai (Remix) - ये तेरा हीरो इधर है by Arijit Singh, Shalmali Kholgade (Main Tera Hero)
- Gumsum Ye Jahaan Hai - गुमसुम ये जहाँ हैं by Jagjit Singh (Classics Collection)
- Jhuthe Iljaam Meri Jaan Lagaya Na Karo - झूठे इल्जाम मेरी जान लगाया ना करो by Alka Yagnik (Umrao Jaan)
- Ek To Kam Zindagaani - एक तो कम जिंदगानी by Neha Kakkar, Yash Narvekar (Marjaavaan)
- Asha Bhosle - 7670+ songs sung by the singer - Page 571 of 767 by ()
Song details
- Film / album: Tadipaar
- Composer: Nadeem Shravan
- Lyricist: Sameer