Aaj Teri Jeet Ho Gayi Duniya Ki Haar - आज तेरी जीत हो गयी दुनिया की हार रे lyrics by Asha Bhosle

Table of Contents: Lyrics
Aaj Teri Jeet Ho Gayi Duniya Ki Haar - आज तेरी जीत हो गयी दुनिया की हार रे
Artist:Asha Bhosle
Album:Kya Yeh Bombay Hai
Year:1959
Genre:song
Lyricist:Noor Devasi
Music Director:Bipin Datta

Lyrics

aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi 
teer nahi marungi talvar nahi marungi 
fir bhi hai dava ke mai kuch nahi haarungi
fir bhi hai dava ke mai kuch nahi haarungi
kataro se tej saiya najro ke maar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
badi bate tune ki hai jamane se
badi bate tune ki hai jamane se
ghabrata kyo hai ab tu bol mere aane se
ghabrata kyo hai ab tu bol mere aane se
aaj hila dungi mai tere dil ke taar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi 
bijli bhi nache jhume kar du ishaara
mange bahaare aake mujhse sahaara 
mange bahaare aake mujhse sahaara
kaliyo se najuk mai to albeli nar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi duniya ki haar re
seh ke to dekh zara mera ek var re
aaj teri jeet ho gayi
You might also like:
Share: Facebook | Twitter

Song details