Roman script

zindagi me rang bhara hai pyar ka

aa gaya hai waqt ab bahar ka

zindagi me rang bhara hai pyar ka

aa gaya hai waqt ab bahar ka hoye hoye 

zindagi me haye haye zindagi me

dekh re saiya chhod na dena rah me

bhul gaye hum dunia teri chah me

dekh re saiya chhod na dena rah me

bhul gaye hum dunia teri chah me

dam na nikal jaye aitbar ka

aa gaya hai waqt ab bahar ka hoye hoye 

zindagi me aye haye zindagi me

dunia jale hum to chale jhum ke

dharti kahe aasma ko chum ke

dunia jale hum to chale jhum ke

dharti kahe aasma ko chum ke

aise karo nam uncha pyar ka

aa gaya hai waqt ab bahar ka hoye hoye 

zindagi me rang bhara hai pyar ka

aa gaya hai waqt ab bahar ka hoye hoye 

zindagi me haye haye zindagi me

Explore this song