Roman script

Modern duniya modern zamana

Bhool jao mardon kissa purana

Hitler shahi ab na chlegi

Daal tumhari ab na galegi

Dhum pa chikum...

Pehle chandi ka sikka chalta tha

Pehle chandi ka sikka chalta tha

Ab chal gya jaliya note

Zamana badal gaya

Ab chal gya jaliya note

Zamana badal gaya

Pehle bhaiya se bhabhi darti thi

Pehle bhaiya se bhabhi darti thi

Ab bhaiya ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ab bhaiya ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ab bhaiya ji dariye aap

Zamana badal gaya

Naari nahi ab paaon ki jutti

Bol rahi hai ab iski tooti

Deni hogi ab isko salami

Ab na karegi teri gulami

Pehle papa se mummy darti thi

Pehle papa se mummy darti thi

Ab papa ji, ab papa ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ab papa ji, ab papa ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ghoongat ke andar chehra chhipa ke

Isko rakha tha servant banake

Ye maalkin ab banke rahegi

Torture tumhara ab na sahegi

Pehle dada se daadi darti thi

Pehle dada se daadi darti thi

Ab dada ji aajh ab dada ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ab dada ji aajh ab dada ji dariye aap

Zamana badal gaya

Ab papa ji mere papa ji

Areh bhaiya ji oye hoye

Dada ji dariye aap

Zamana badal gaya

Explore this song