Roman script

Jahan hawa se mile dariya

Waha yadon ki hai nadiya

O jaan meri ab so jao

Jo chajo nadiya mein pao

Gahre paani mein jo utron

Mil jayega rasta tumko

Is duniya mein par dur na jao

Is nadiyan mein kahi doob na jao

Jo dil se tu ye geet sune

Tujhpe nadiya jaadu jhalkaye

Par jeet liya darr jo tune

Tujhko nadiya sach dikhlaye

Jahan hawa se mile dariya

Waha yadon ki hai nadiya

Aasman ke aanchal mein chup jayein

Jab khoye sab, sab mil jaye

Explore this song