Roman script
Ek din to woh bhi tha kabhi Mujhko mila Na tha mujhko mera hi pata Main hoon kya? Roobaru roobaru main khud se jab hua Tab ussi jagah Bani jeene ki fir ek wajah, is tarah Hua musafir, phir ek wajah se Phir roobaroo hoon zamaane se Bana hoon mere fasaane se Hua musafir, phir ek wajah se Phir roobaroo hoon zamaane se Bana hoon mere fasaane se... Hua musafir! Ab kisi se koi na gila Doon tujhe bataa Chala main akela hi chala Hai mujhe pataa Saath de mera jo yahaan Wo hai mera Ho koi mujhsa hubahu Liye wajah Teri hi wajah se toh bana ye taraana Goonje in pahadon mein ye roozana Lafz kaise nikle ye meri zubaani Yaad hai lekin mujhe har kahani Hua musafir, phir ik wajah se Phir roobaroo hoon zamaane se Bana hoon mere fasaane se Hua musafir! Hua musafir! Hua musafir!
Song details
- Singer: Abhijeet Srivastava
- Composer: IP, Mukul Sharma, Abhijeet Srivastava
- Lyricist: IP
- Lyricist: Mukul Sharma
Song video
music label: Artist Originals