Roman script

aankhon ko door se hi usne chhua hai re

mehsoos humko bhi yeh jabse hua hai re

qurban uspe apna har pal hua hai re

woh hi hai wajah woh hi hai jagah

woh hi jaadu

ki mere dil ne kaha mujhse

phisal jaa tu

ki mere dil ne kaha mujhse

phisal jaa tu

ki meri jaan ne kaha mujhse

nikal jaa tu

ho ab kya sahi na jaanu

na galat jaanu re

woh to badhta hi jaaye

ho jaise chadhta bukhar

oh apna paraya ab to

main na pehchanu re

yeh hai aise bahaar jo

karde re beda paar

gehraiyon mein jaise

jaane laga hai woh

nazdeekiyon mein waise

aane laga hai woh

chhune ki deri hai ji

hum bhi taiyar hain

woh bahana woh thikana

woh hi har sooh

mere dil ne kaha mujhse

phisal jaa tu

mere dil ne kaha mujhse

phisal jaa tu

Explore this song