Roman script
Yaad aye mujhe mere bachpan ke khwaabo ki (Bachpan ke khwaabo ki) Door se mujhe awaaz aaye saazon ki (Awaaz aaye saazon ki) Bhoola nahi baat yaar dagabaazon ki (Yaar dagabaazo ki) Kaun karey baat yahaan reeti riwaazon ki (Reeti riwaazon ki) (Yaad aaye mujhe mere) (Awaaz aaye saazon ki) Yeah Maaf karta hoon par kabhi bhoolta nahi Chaabi de de mujhe tere se khulta nahi Aur in galiyon mein haan phool khilte nahi haan Tere mere iraade zyaada milte nahi Zyaada hilte nahi, goons mere saare shot Saare smart never slippin like a water park And do it please believe I did it with all my heart Never slow down for nobody you know I'm a shark Music ka shaunk hai mujhe jabh se Mein itna chota tha (chota tha) Jabh 10 saal ka tha mein hip hop sunke Mujhe kuch hota tha (hota tha) Saale matlabi dost bangaye ajnaabi This is no accident man this shit meant to be No I am don't do nothing for free No I am don't do nothing for free. Yaad aye mujhe mere bachpan ke khwaabo ki (Bachpan ke khwaabo ki) Door se mujhe awaaz aaye saazon ki (Awaaz aaye saazon ki) Bhoola nahi baat yaar dagabaazo ki (Yaar dagabaazo ki) Kaun karey baat yahaan reeti riwaazon ki (Reeti riwaazon ki) (Yaad aaye mujhe mere) (Awaaz aaye saazon ki) Aa liya re Pardhaan Galatiyaan main karun saadhna bhi Asafalta banti mehnat se kaamyaabi Achha nahi lagta karun kisi ki maan haani Yeh duniya daari hai hi badi haraam zaadi Sapne tootnein ke darr ne kiya hed se zada prerit Kaabil shatru ek bhi na khaali padi fehrist Mujhko pta hai mere gaano se teri bhari padi playlist Har gaana fail jaaye bina boley share it Par ek baat toh paki hai jab chalta hoga mera gaana Bohato ke galey se nahi utarta hoga khaana Tera naam jo bhi hai jo bhi tu dhimka na falana Mujhko bhalibhaanti aata hai tujh jaise ko aukaat mein laana Phir sheeshey mein dikhaaunga main tujhko rotey huye Mere saamnein aa ke badey badey dil ek dum se chotey huye Achhe burey insaan dono bin paendey ke lotay huye Lekin main dekh nahi paata kabhi anyaay ko hotey huye Haan Yaad aye mujhe mere bachpan ke khwaabo ki (Bachpan ke khwaabo ki) Door se mujhe awaaz aaye saazon ki (Awaaz aaye saazon ki) Bhoola nahi baat yaar dagabaazo ki (Yaar dagabaazo ki) Kaun karey baat yahaan reeti riwaazon ki (Reeti riwaazon ki) (Yaad aaye mujhe mere) (Awaaz aaye saazon ki)
Song details
- Singer: Haji Springer
- Singer: Pardhaan
- Singer: Jay R
- Composer: Haji Springer
Song video
singer: Haji Springer, Pardhaan, Jay R
director: Vin
mix and master: Haji Springer, Jazz Costanza