Roman script
Na khaab tha, woh na khoob tha
Woh khaas bhi toh nahi
Dekha jise maine bewajah
Kyun kho gaya hai kahin
Jaise Khuda ki ho ghazal
Jaise wafaa ki ho mahal
Woh chaanv jaisa
Woh gaaon jaisa
Ladka mamuli sa darasal
Dargaahon jaisa
Humraahon jaisa
Ladka mamuli sa darasal
Saawara baawara gaawara sa
Sufi kalaamon sa beparwah tha woh
Jaise ho meera..
Aankhon se aankhon ka sajda hua toh
Maine main khoya woh paaya
Jaanu na chaahun kya bheegi si hawaon mein kya
Baaghon mein baaghi si jo ghoome hai
Na rangi na rangi yaadon ki iradoon se jo
Yoonhi behki behki jhoome hai
Jo tha beezon sa laga
Zaroori cheezon sa laga
Ehsaason jaisa, aabhaason jaisa
Ladka mamuli sa har jagah
Hai chaanv jaisa
Hai gaaon jaisa
Ladka mamuli sa har jagah
Mere khayaalon ko deke udaane woh
Jaane le jaata hai kahaan
Uske hawaale the
Uske hawaale hain
Mere toh dono yeh jahaan
Befikar, befikar duniya se zamaane se main
Apni dhun apni din lay mein behti hoon
Khuda jo mera woh ek din mil jaayega mujhko
Khud hi khudko har par kehti hoon…
Maine toh usika hoon zikar
Woh meri baaton ka asar
Jo mera saaya
Jo sang aaya
Ladka maamuli sa humsafar
Woh chaanv jaisa
Woh gaaon jaisa
Ladka maamuli sa humsafar
Explore this song