Roman script

Jai bhole baba Kailashon ke raja

Damru baja ke nacha ja

Jai bhole...

Jai bhole baba Kailashon ke raja

Damru baja ke nacha ja

Jai bhole...

Duniya hai zaalim

Jeene nahi deti

Aghori aghori hai kehti

Rashqon ki boondon mein

Tasveerein zanjeeron ki

Gareebon ke zakhmon pe

Laqeeron ki khamosi

Shaheedon ke ghar me boodhi maa woh roti kyun

Sehmi har aurat ladki dar mein hoti kyun

Jaaga zamana hai phir kaisi ye behoshi

Paisa kamana hai aur girvi hai mann ki chees

Pyada main tera bhole sab mujhko doshi bole

Kash ye zehreele mere sar chadhte haule haule

Kaal to badle badle badla na mahakaal

Vipda ko thug le thug le bun bhole koi jaal

Sab ho gaye pagle pagle

Puche na koi haal

Ye duniya phir se dangle

Kar dole nazar daal

Shiv Kailasho ke waasi

Bholi dharon ke raja

Shiv Kailasho ke waasi

Bholi dhaaro ke raja

Raja raja raja tu maharaja

Raja raja raja tu maharaja

Raja raja raja tu maharaja

Raja raja raja tu maharaja

Bam bhole tujhme hai shakti

Bhole baba main teri karta

Hoon dil se me bhakti

Iss bhakti ko na lo tum

Bhole baba itni bhi sasti

Jai bhole baba

Kailashon ke raja

Damru baja ke nacha ja

(Jai bhole..)

Duniya he zaalim

Jeene nahi deti

Aghori aghori hai kehti

Kaal to badle badle badla na mahakaal

Vipda ko thug le thug le bun bhole koi jaal

Sab ho gaye pagle pagle

Puche na koi haal

Ye duniya phir se dangle

Kar dole nazar daal

Explore this song