Roman script

Sa Re Ma Ga

Re Ga Sa Ni

Ni Dha Sa...

Ga Re Ga Ma Ga Re Sa Re Sa

Aa...

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Chale bhi aao

Ke gulshan ka karobaar chale

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Chale bhi aao

Ke gulshan ka karobaar chale

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Hmm..

Qafas udaas hai yaaron

Sabaa se kuch to kaho

Qafas udaas hai... aa..

Qafas udaas hai yaaron

Sabaa se kuch to kaho

Kahin to bahr-e-Khuda aaj zikr-e-yaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Kahin to bahr-e-Khuda aaj zikr-e-yaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Jo humpe guzri so guzri

Magar shab-e-hijraan

Jo humpe guzri so guzri

Magar sab-e-hijraan

Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale

Humaare ashq teri aaqibat sanwaar chale

Chale bhi aao ke gulshan ka kaarobaar chale

Gulon mein rang bhare

Baad-e-naubahaar chale

Explore this song