Roman script

Kash fir se

Beete lamhe chura ke woh main jiyun

Kash fir se

Paas tujhko bitha ke main dekh loon

Hai aayi teri yaadein

Tu phir dhadka de

Nahi dhadka kayi dino se dil mera

Lafzon bin baatein

Haan kaise samjhaate

Meri khamoshi faaslon ki hai wajah

Kash phir se

Beete lamhe chura ke woh main jiyun

Kash phir se

Paas tujhko bitha ke main dekh loon

Chaahe mera dil yeh

Tu chaahe phir mujhe

Meri zindagi mein

Main rakh loon phir tujhe

Tere kadmon se

Yeh raahein phir judein

Teri hi hawa mein

Yeh saansein phir udein

Hain aankhon ki duaayein

Woh phir laut aayein

Jo palkon se tha rootha khwaab sa

Kaash fir se

Beete lamhe chura ke woh main jiyun

Kaash fir se

Paas tujhko bitha ke main dekh loon

Hai aayi teri yaadein

Tu phir dhadka de

Nahi dhadka kayi dino se dil mera

Lafzon bin baatein

Haan kaise samjhaate

Meri khamoshi faaslon ki hai wajah

Kaash phir se

Beete lamhe chura ke woh main jiyun

Kaash phir se

Paas tujhko bitha ke main dekh loon

हिंदी में गीत

काश फिर से

बीते लम्हे चुरा के वो मैं जियूँ

काश फिर से

पास तुझको बिठा के मैं देख लूँ

है आई तेरी यादें

तू फिर धड़का दे

नही धड़का काई दीनो से दिल मेरा

लफ़्ज़ों बिन बातें

हन कैसे समझाते

मेरी खामोशी फासलों की है वजह

काश फिर से

बीते लम्हे चुरा के वो मैं जियूँ

काश फिर से

पास तुझको बिठा के मैं देख लूँ

चाहे मेरा दिल यह तू चाहे फिर मुझे

मेरी ज़िंदगी में मैं रख लूँ फिर तुझे

तेरे कदमों से यह राहें फिर जुड़ें

तेरी ही हवा में यह साँसें फिर उड़ें

हैं आँखों की दुआएँ

वो फिर लौट आयें

जो पलकों से था रूठा ख़्वाब सा

काश फिर से

बीते लम्हे चुरा के वो मैं जियूँ

काश फिर से

पास तुझको बिठा के मैं देख लूँ

है आई तेरी यादें

तू फिर धड़का दे

नही धड़का कई दिनों से दिल मेरा

लफ़्ज़ों बिन बातें

हाँ कैसे समझाते

मेरी ख़ामोशी फ़ासलों की है वजह

काश फिर से

बीते लम्हे चुरा के वो मैं जियूँ

काश फिर से

पास तुझको बिठा के मैं देख लूँ

Explore this song