Roman script

Ya Raheeeem...

Ya Kareeeem...

Teri yaad mein..

Teri yaad mein..

Dilon ka chain..

Dilon ka chain.. hai..

Tu ghafoo...

Tuu... raheem...

Mushqilon mein hoon gira

Bheed mein tanha khada

Maaf karde ae Khuda

Mujhko tera aasra

Mujhko tera aasra

Mujhko tera aasraa...

Faryad karoon tere dar pe Maula

Faryad karoon tere dar pe Maula

Faryad karoon...

Faryad karoon Maula...

Tere dar pe hoon khada

Benawabe aasra

Sun le meri ilteja

Tujhko Maula vaasta

Vaasta tujhko Mohammed

Aur unki aal ka

Tu hi darma mere dil ka

Aur mere haal kaa...

Aur mere haaaal...

Ki teri yaad yaad yaad main karoon

Faryad ke teri yaad yaad yaad main karoon

... hai koi tere baad main karoon

Itna mujhko de diya

Tera Maula shukriya

Sun le meri ilteja

Aur chaahun tujhse kya

Aalamon pe noor tera

Jalwa gar jalwanuma

Muajeza hai zaat teri

Aur tu maujznuma

Aur tu maujznuma

Main shukar karoon

Teri rehmaton ka

Main zikr karoon

Teri nematon ka

Maula...

Maula...

Usko mukh dikhlaye hai

Usko mukh dikhlaye hai

Jinse uski preet

Haan unko hi milta hai

Unko hi milta hai

Jo hai uske meet Maula...

Maula...

Ali Maula... Ali Ali Maula

(Rang de rang de maula...)

Explore this song