Roman script

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

dilon mein chandni raato ka ahatamaam liye 

ye kaun aata hai 

chatak rahi hai kisi yaad ki kari dil mein 

najar mein ras baharon ki subho shaam liye 

najar mein ras baharon ki subho shaam liye 

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

ye kaun aata hai 

mahak mahak ke jagati rahi nasime sahar 

mahak mahak ke jagati rahi nasime sahar 

labon pe yaar masiha nafaz ka naam liye 

labon pe yaar masiha nafaz ka naam liye 

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

ye kaun aata hai 

kisi khyaal ki khushbu kisi badan ki mahak 

dare kafas pe khadi hai shabe paiyaam liye 

dare kafas pe khadi hai shabe paiyaam liye 

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

ye kaun aata hai 

baja raha tha kahi door koi shahnaai 

baja raha tha kahi door koi shahnaai 

utha hun aankhon mein ik khwaab na tamaam liye 

utha hun aankhon mein ik khwaab na tamaam liye 

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

dilon mein chandni raato ka ahatamaam liye 

ye kaun aata hai tanhaaiyon mein jaam liye 

ye kaun aata hai

Explore this song