Roman script

Likhta hu kaise mal sochte ye by god

Shayad mill mere khoon me hal syaahi bhot

Ye murde kya chheenenge zindagi meri

Mal to stage pe marunga beta shaahi maut!

Sare ghode khade peechhe kadam dhai (2.5) chhod

Inhe kya hi sunau abe bhai chhod

Meri galiyan mehangi inke kaano ki aukat nahi

Main rap mein baap beat pe deta jo maa c**d

Main lyrically pyscho

Kaise dun main ye mic chhod

Video se zyada audio mein dum

4 line clea bold, inki team bole "Try Ball"

Kal pe na dosh daalu aaj bhot behtat hai

Freedom of speech jisko jo kehna kehta rahe

Jahaz bana ke udaate hum letter hain

Bhaag ke pichwade mein le lete rapper hain

Jungli hai maharaj praja ye tribal

Kaun kitna original hai chhod tu na hi bol

Rusk fan saare doob ke girenge

In sabke liye chotu ja beta ek chai bol

Jahaaz bana ke ye gaana bhi phenka hai

Padho to dhyan se likha kya

Chaude mein ghoomti meri ye sena hai

Bol na dekha kya? dekha kya?

Gaana ye jab bhi bajega, bajega na

Koi bhi isse bachega na

Maine phenka ye udta teer hai

Bol tu lega kya, lega kya?

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Maine phenka ye udta teer hai

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Beta Maharaj ke gaane

Hila de poori Rajdhani

Gaane mein dum kyun ki likhne wale hum hai

Audio me dum hai to video gayi maa chu**ne

Gear badal chaadar me, Ghar jao uber lo

Ola Amigos, ye super flow

Udta ye teer chaahe ga*nd mein

Ya munh par lo

Paisa main dunga na 100-200 upar lo

I run Mac, Dimag mera Jarvis!

Bhagwan aur shaitan mera artist

Dua mein dhuaan le foonk rakh shaanti

Views ke liye title mein likh "Muhfaad Diss"

Bande lajawab bekhabar hum sawalo se

Gaano mein kami nahi tabhi dikkat inhe baalo se

Main wo hu jo kisi ki nahi sunta

Beta bhagwan ke aage insaan cheekh rahe saalo se

Main asli hu door karo chhu ke bharam

Aaye yahaan tak apne balboote par hum

Chal chal ke huve mere joote garam

Ab ke joot bajenge seedha muh pe sanam

Mere sache vachan inke jhoote karam

Besharmi mein peeche teri chhote sharam

Aashirwad le beta mera chhu ke charan

Maal fooke bina bhi aag moote kalam

Jahaaz bana ke ye gaana bhi phenka hai

Padho to dhyan se likha kya

Chaude mein ghoomti meri ye sena hai

Bol na dekha kya? dekha kya?

Gaana ye jab bhi bajega, bajega na

Koi bhi isse bachega na

Maine phenka ye udta teer hai


Bol tu lega kya, lega kya?

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Phenka ye udta teer hai

Bol na, lega kya, lega kya

Lega kya, lega kya?

Faad diya likh ke phir gaya main panne kha

Maharaj ke aage kaun Fanney Khan?

Mili izzat toh bhot mere kaam ko

Par ab beta time ho gaya hai mere dhandhe ka

Huaa ab bhott ye labelo ke tante ka

Karu ignore, muh banega har bande ka

Padta farak nahi ye likhte comments mein kya

Inhone ghanta ni mera ghamand dekha

Aaj naachu main bediyan utaar ke

Kat gaye sankat sansaar ke

Praja ki izzat mein Maharaj chup the

Lo darshan karo naye Muhfaad ke

Naye maharaj ke shaahi ye thoughts hai

Pro pehle level tha, ab beta God hai

Lagi jo daud hai bhaag rahe sab

Main betha sukoon se, yehi to chaud hai

Kutte wali wafadari sher hu dahaad mein

Dahadu toh jungle mein bhediye bukhar mein

Betuke sawaal ke jawaab main nahi deta

Par swagat hai sabka ji

Lag jaao ji kataar mein

Mardo ko jalane ka dekhta main muhrat nahi

Likhta hoon g**nd faad matter karti soorat nahi

Deta hu main 24 ghante me jaane sab

Mera to naam poochne ki bhi zaroorat nahi

Explore this song