Roman script

Ho! ho o... Ho! ho o...

Ho! ho o... Ho! ho o...

Dharma hai dharmanam

Karma hai karmanam

Aag mein pag pag chala hai jo

Wohi dagar hai uska Prassthanam (x2)

Yatra savatra janmanam

Bhargodevasya dhimahi

Yuge yuge yehi pratha katha

Parinaam parikshan Prassthanam

Ubalte paani mein kabhi bhi

Kisi ka aks dikhta nahi

Saiyya kho de jo shakhs

Kabhi tikta nahi, tikta nahi, tikta nahi

Ghaat bhara ye Vrindavan

Paap punya ka gathbandhan

Aag mein pag pag chala hai jo

Wohi dagar hai uska Prassthanam

Ho! ho o... Ho! ho o...

Ho! ho o... Ho! ho o...

Explore this song