Roman script

Chaliya duniya de wakhre rang

Aashiq hunde ne mast malang

Chaliya duniya de wakhre rang

Aashiq hunde ne mast malang

Ishqan da chakka ghoome

Naal naal duniya jhoome

Darr da dasroor sab nu pasand

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk lad chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishq chaliya...

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk lad chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishq chaliya...

Behti mehkash mein aise behta sa samaa

Ho jalti chandni ho jaise ho

Chamki chaka-chaundh se ishq da ki laina

Oh.. sajdi saari duniya mein

Hai na ishq sa koi gehna

Oonchi udaane, jeete zamaane

Anmol yaariyan (yaariyan)

Laakhon ki laali jag saara maati

Yaar mera sohna

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk ladd chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk ladd chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Khusiyan daulaton mein tole saara zamaana

Tu hi hai mera khazana o..

Milte raaston mein hai mili manzil jaise tu o..

Jag ki jaagiro se mujhe haasil aise tu

Tujhko talash, tujhko taraash

Sab kuch kamaa liya

Waade wafayein na aazmaayein

Nuksaan ya nafaa

Ladd rahe adde rahe sang rahe bas chale

Palak palak mile khele badhe badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Waada tujhe sang leke rang leke

Duniya se alag thalag jaaun

Paaun aise badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Sohneya karna main tera khayal

Rakhna tainu saari umar sambhal

Sohneya karna main tera khayal

Rakhna tainu saari umar sambhal

Ek pyaar jo hona tera

Tere naal jo laaya phera

Rang jaana hun main tere rang

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk ladd chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Jal bujhe gire uthe udd chal par lage

Ishq mushk ladd chale badh badhta hi jaaye jaaye

Ishaq chaliya

Explore this song