Roman script

Ye jo hai tere mere darmiyaan

Ishq ki hai yeh gehri sardiyaan

Dil mera keh saka naa alvida

Kuch alag teri meri yaariyan

Meri aankhon mein tera

Aaina chhupa sa hai

Lamha yeh tera mera

Kuchh ruka ruka sa hai

Oh Soniyo...

Aasmani yeh chehra

Kis kadar gehra hai

Faaslon ka samandar

Bakhuda keh raha hai

Oh soniyo...

Heer tu meri

Raanjhna main tera

Heer tu meri

Raanjhna main tera

Aaye zindagi mein ho yoon

Ab na jaana tum kabhi

Kehkasha iss mohabbat ka

Tera mera hai yahin

Hai tumhaari adaaon ka maara

Karey kya mera dil mere humnavaa

Samaa yeh kare bekarari si dil mein

Yeh dil to mera tere bin maane na

Heer tu meri

Ranjhana main tera

Kaafir nahi main mujhe tha yaqeen

Tumsa milega koi humnasheen

Yaadon ka kaafila hua ajnabee

Kare besabar ab mujhe har ghadi

Ye jo hai tere mere darmiyaan

Ishq ki hai yeh gehri sardiyaan

Dil mera keh saka naa alvida

Kuchh alag teri meri yaariyan

Meri aankhon mein tera

Aaina chhupa sa hai

Lamha yeh tera mera

Kuch ruka ruka sa hai

Oh soniyo...

Aasmani yeh chehra

Kis kadar gehra hai

Faaslon ka samandar

Bakhuda kehe raha hai

Oh soniyo...

Heer main teri

Raanjhana tu mera

Heer tu meri

Raanjhna main tera

Explore this song