Roman script

Chand ko chura lo

Baandh ke usey zameen pe laao

Saath mein bithao

Raat bhar jagaao

Khwahishon ka ye alaav bhi jalao

Doston aadha aadha na bhid na jaayo

Baat se mukar na jaayo

Yun idhar udha na jaayo

Khwaab khwaab dolte kadam

Gol gol ghoomte veham

Ishaare tumhaare ye saare

Kinaare lag jayenge sahaare

Ban jayenge sitaare

Aasmaan se utaaro aur jebein bhar lo

Jo bhi chaahe manmaaniya karo

Doston baal ki na khaal kheench lo

Chaal dekh bhaag ke chalo

Jo bhi hai sawaal pooch lo

Humsafar bana lo chandni ke rang mein naha lo

Sur mein sur mila lo

Dil mein ghar bana lo

Zindagi ke aas paas paas aao

Doston na bahanebaziyan karo

Ulti seedhiyan na tum chadho

Pyaar ki kitaab bhi padho

Doston na bahanebaziyan karo

Ulti seedhiyan na tum chadho

Pyaar ki kitaab bhi padho

Explore this song