Roman script

(Yaad karke!)

Itna bataana yeh sach hai kya

(Yeh sach hai kya)

Teri zindagi mein koi aur aa gaya

Itna bataana aisa tha kya

Jo main na kar paya usne kar diya

Ab main dhoondh raha hoon tujhko galiyon me

Meri jaan tere bina main adhoora

Tu meri aur main tera jab ye kaha tha

Aa bhi ja tere bina na jee sakunga

Yaad karke ab bas roun tujhe

Yaad karke ab bas roun tujhe

Ho yaadein teri sari raat sone na de

Yaad karke ab bas roun tujhe

Ho...

Yaad karke ab bas roun tujhe

O sanam maine khaai thi kasam

Tujhe doonga pyaar har dum tujhe

Ab jo koi aur de raha

Mujhe pata hai tujhe kam lagta hoon main

Par ab bhi tere dil mein basa hoon main

Sun le apne dil ki zara o...

Ab main dhoondh raha hoon tujhko galiyon me

Meri jaan tere bina main adhoora

Tu meri aur main tera jab ye kaha tha

Aa bhi ja tere bina na jee sakunga

Yaad karke ab bas roun tujhe

Yaad karke ab bas roun tujhe

Ho yaadein teri sari raat sone na de

Yaad karke ab bas roun tujhe

Itna bataana yeh sach hai kya

Teri zindagi mein koi aur aa gaya

Itna bataana aisa tha kya

Jo main na kar paya usne kar diya

Yaad karke ab bas roun tujhe

Yaad karke ab bas roun tujhe

Ho yaadein teri sari raat sone na dein

Yaad karke ab bas roun tujhe

Yaad karke ab bas roun tujhe!

Explore this song