Roman script
Chalna hai teri raahon mein Teri baanh thaam ke Tu hi makaam tu jahaan Apna tujhe maan ke Tu hai toh mera wajood hai Tujhse meri zindagi (x2) Tu agar jo hai nahi toh Kuch bhi haseen nahi Chalna hai teri raahon mein Teri baanh thaam ke Tu hi makaam tu jahaan Apna tujhe maan ke Sun lo dil ka haal zara sa Itni dafa intezar kiya Maanga tujhko har duaa mein Tab jaake ye lamha jiya Thaam ke iss pal ko main sadaa Thaam ke iss pal ko main sadaa Hona nahi hai tujhse juda Chalna hai teri raahon mein Teri baanh thaam ke Tu hi makaam tu jahaan Apna tujhe maan ke Tujhse judaa tha phir bhi main Tujhse na door huaa ik pal Tere qareeb jo aaunga main Qismat mein shayad nahi ye pal Unn aasmaano mein Chaand aur taaron mein Ishq ki raahon mein (x2)
Song details
- Singer: Shahid Mallya
- Composer: Vishnu Mishra
- Lyricist: Vishnu Mishra
Song video
director: Shadab Siddiqui
cast: Jay Soni, Riya Mandloi
choreography: Mayank Shrivastav
director of photography: Harish Patel
mix and master: Rajat Godde
music label: Zee Music Company