Roman script
Teri nazron se jo nazrein mili Achanak badalne laga Jaana chaahun kahin Na jaane kyun teri ore chalne laga Tere paas jab bhi aaun Main khudko bhool jaaun Ye tere do naina Kare hain ik pal mein hazaron baatein Ye tere do naina Jagaaye rakhte hain kyun saari saari raatein Ye tere do naina Tu mila toh lagaa hai Ab mukammal hui har kami Tu mera aasmaan hai Haan tu hi toh hai meri zameen Tune jeene hai sikhaya Maine tujhme khudko paaya Ye tere do naina Kare hain ik pal mein hazaron baatein Ye tere do naina Jagaaye rakhte hain kyun saari saari raatein Ye tere do naina Teri nazron se jo nazrein mili Achanak badalne laga Jaana chaahun kahin Na jaane kyun teri ore chalne laga Ye tere do naina
Song details
- Singer: Ankit Tiwari
- Composer: Gourov-Roshin
Song video
director: Kookie Gulati
cast: Aparshakti Khurana, Akansha Ranjan, Ankit Tiwari, Gourov-Roshin
language: Hindi
music label: Sony Music India