Roman script

Arziyan kyun ansuni kar deta hai khuda

Har duaa, puchhti hai aisa kyun huaa

Ye dard hai deta gehre

Ke aansu bhi na thehre

Dhadkan pe lag jaaye pehre

Chheene dil ki ye azaadiyan

Ishq kare barbadiyan

Ishq kare barbadiyaa

Ishq kare barbadiyan

Ishq kare barbadiyaa

Ishq ki raahon mein

Jo bhi gaya hai

Laut ke aaya nahi

Khoya hai usne sab kuch apna

Kuch bhi paaya nahi

Ho.. jisey milne ki chahat hai

Jisey milne pe rahat hai

Ik bas usko hi yaaron

Usne milne ko tarsa diya

Ishq kare barbaadiyaa

Ishq kare barbadiyaan

Ishq kare barbaadiyaa

Ishq kare barbadiyaan

Soch ke karna yaariyan

Ishq kare barbadiyaan

Ishq kare barbadiyaan

Ishq vich naa hi hi duaa lagdi ae

Na hi dava lagdi ae

Ho gaya woh dil tinka tinka

Jisnu ishq ki hawa lagdi ae

Ishq kare barbadiyaan

Ishq kare barbaadiyaa

Ishq kare barbadiyaan

Ishq kare barbaadiyaa

Soch ke karna yaariyan

Ishq kare barbadiyaan

Ishq kare barbadiyaan

Explore this song