Roman script
Kar duniya ko rafa dafa Na karne degi maza maza Hawa mein chhode dhuvein ke challe Fikron ke de uda uda Sacchi hai ye nashe ki booti Baaqi baatein lagti jhoothi Ek dum se mera dum nahi bharta Dum ye mujhko aur dila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor pila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor... Let's Go! Duniya bole buri baat hai Humne peeni poori raat hai Nasha chadhega dheere dheere Main aur tu ab saath saath hain Duniya bole - buri baat hai Humne peeni - poori raat hai Nasha chadhega - dheere dheere Main aur tu ab - saath saath hain Subah se pehle ghar nahi jaana Dil nahi chahta hosh mein aana Ek dum se mera dum nahi bharta Dum ye mujhko aur dila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor pila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor... Let's Go! Kar duniya ko rafa dafa Na karne degi maza maza Hawa mein chhode dhuvein ke challe Fikron ke de uda uda Sacchi hai ye nashe ki booti Baaqi baatein lagti jhoothi Ek dum se mera dum nahi bharta Dum ye mujhko aur dila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor pila Hor pila, hor pila Hor pila de mainu hor... Let's Go!
Song details
- Singer: Jyotica Tangri
- Composer: Ramji Gulati
- Lyricist: Kumaar
Song video
director: United White Flag
cast: Nia Sharma
choreography: Amit Syal
director of photography: Rahul Arora
music label: Zee Music Company