Roman script
Rehne do zara, rehne do na Tujhme chhupa yunhi Kehne do zara kehne do na Baat hai abhi baaqi Kaho na tumhare hain hum Kaho na mere ho mere ho tum Rehne do zara, rehne do na Tujhme chhupa yunhi Kehne do zara kehne do na Baat hai abhi baaqi Dehleezein, raaste Sab tere ho gaye Nain teri raahon mein biche Ho aao chalein taaron se pare Aage aage tu peeche main rahun Meri baahein thaam le Jaisa chahe tu waisi main banun Tujhsa banaa mujhe Kaho na tumhare hain hum Kaho naa mere ho mere ho tum Saansein rahe ya na rahe Naa hum ho juda haan Aankhein khule tu na dikhe Naa ho wo subah Kaho na tumhare hain hum Kaho na mere ho mere ho tum
Song details
- Singer: Madhubanti Bagchi
- Composer: Anurag Saikia
- Lyricist: Kunaal Vermaa
Song video
director: Rahul Sud
cast: Harshita Gaur, Rohit Khandelwal
choreography: Kiran Giri
director of photography: Ankit Trivedi
music label: Times Music