Roman script

Kaagaz pe mere syaahi se teri

Likh liya naam tera

Dikhne laga hai chautarfa mujhpe

Abb to nishaan tera

Thode thode se hum

Huve khud mein hi kam

Thode thode se hum

Huve khud mein hi kam

Iss tarah tujhse jude sanam

Rabba mere rabba

Tu subaho ki Azaaan hai

Rabba mere rabba

Tu ishqo wali shaam hai

Rabba mere rabba

Tu hi meri namaazon ki

Rabba mere rabba

Duaaon ka inaam hai

Main saara ka saara hua tera yaara

Ye kehta hoon dobara hua tera yaara

Main saara ka saara hua tera yaara

Ye kehta hoon dobara hua tera yaara

Teri zaroorat main bann rahi hoon

Teri ummeedon se main darr rahi hoon

Dooriyaan saari kaayam rahe bas

Kuch iss tarah se main chal rahi hoon

Mera bas na chale

Tu hi accha lagey

Mera bas na chale

Tu hi accha lagey

Tera saath ye saccha lagey

Rabba mere rabba

Tu subaho ki Azaaan hai

Rabba mere rabba

Tu ishqo wali shaam hai

Rabba mere rabba

Tu hi meri namaazon ki

Rabba mere rabba

Duaaon ka inaam hai

Main saara ka saara hua tera yaara

Ye kehta hoon dobara hua tera yaara

Main saara ka saara hua tera yaara

Ye kehta hoon dobara hua tera yaara

Explore this song