Roman script

Nasheeli aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein

Teri aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein

Tu meri Taj Mahal hai

Dikhti kamal hai

Banti ghazal hai

Tere gaalon pe til hai

Aankhon mein jaadu

Palkon pe jugnoon hain

Nasheeli aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein

Teri aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein teri..

Rup tup tara rira

Rup tup tara rira...

Safar hai suhana thoda tu muskurana

Aise aakhein na churana mar jayega deewana

Mmm safar hai suhana thoda tu muskurana

Aise aakhein na churana mar jayega deewana

Pyar ka fasana mere dil ko jalana

Mushkil hai chup rehna mar jayega deewana

Wo..

Nasheeli aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein

Teri aankhein, pyaari baatein

Karti hain paagal qaatil adaayein teri..

Mahek nasheeli thodi tu bhi sharmili

Geet gaati hai surili lagti nayi naveli

Dil ki paheli chand ki tu hai saheli

Kisi shehed mein doobi

Tu hai phoolon si raseeli

Aaankhein…

Nasheeli aankhein pyari baatein

Karti hain paagal qaatil adayein teri..

Explore this song