Roman script

Bade berang se saanjh ke rang ye
Bade berang se saanjh ke rang ye
Feeke, feeke, feeke, feeke bhaye
Feeke, feeke, feeke, feeke bhaye
Lage be-dhang si
Khus si umag pe
Laage be-dhang si
Khus si umag pe
Tikhe, tikhe, tikhe teer gadhe
Tikhe, tikhe, tikhe teer gadhe
Taane fitne ye haaye
Tanha waqt ke saaye
Taane fitne ye haaye
Tanha waqt ke saaye
Jaagi jaagi ratiyan
Aadhi jhoothi neendiyan
Jaagi jaagi ratiyan
Aadhi jhoothi neendiyan
Jaagi jaagi ratiyan
Aadhi jhoothi neendiyan
Khaalipan shoor kare
Bade berang se
Saanjh ke rang ye
Bade berang se
Saanjh ke rang ye
Feeke, feeke, feeke, feeke bhaye
Feeke, feeke, feeke, feeke bhaye

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kavita Seth, Shriram Iyer

director: Rakesh Ranjan Kumar

cast: Lorena Franco

language: Hindi

music label: Sony Music India