Roman script

oo..

Kore kore naino mein

Beej ye kaisa boya re

Saawan Bhaado akhiyon mein

Baith ke aise roya re

Mohe chhal gaya, chhal gaya

Chhal gaya naina naino se (x4)

Soni soni yaadon mein

Mann jaaga na soya re

Saawan Bhaado akhiyon mein

Baith ke aise roya re

Mohe chhal gaya, chhal gaya

Chhal gaya naina naino se (x4)

Naina jo tere dekhe

Tere bina kuch bhi na dekhe

Saanson mein aise aana

Dhadkane bann raahatein hain

Shaamon ka bhi tumse hi aana

Tum ban gaye dil ka thikana

Meri baahon mein ab mere aana

Bahoon mein ab, bahoon mein…

Mohe chhal gaya, chhal gaya

Chhal gaya naina naino se (x4)

Mohe chhal gaya chhal gaya…

Explore this song