Roman script
Phirta raha main
Chalta raha main kahaan?
Andheron mein bhi to
Dhoondhe thhe tere nishaan
Ye mera dil toh
Dhoonde hai tujhko yahaan
Soya raha main
Khoya raha main kahaan?
Haan kahaan…?
Main kaise kahunga
Main jeeta rahunga
Ye kaisi hai meri sazaa…
Ye toh woh sazaa hai
Jisme tu basaa hai
Isme bhi to hai phir mazaa…
Ho… Tere bin jiya…
Ho… Mere sathiya…
Toote khwabon mein jo
Dekha tha maine woh rasta
Dhoondha jab bhi isey
Mila na mujhe woh kho gaya
Main kaise kahunga
Main jeeta rahunga
Ye kaisi hai meri sazaa…
Ye toh woh sazaa hai
Jisme tu basaa hai
Isme bhi to hai phir mazaa…
Ho… Tere bin jiya…
Ho… Mere sathiya…
Ho… Tere bin jiya…
Ho… Mere sathiya…
Explore this song